Wealth
Prosperity
Auspicious Beginnings

Dhan Lakshmi Kuber Ganesh Mahapooja

Invite the divine blessings of Maa Lakshmi, Lord Kuber and Bhagwan Ganesh for Dhan, Samriddhi, financial well-being and auspicious beginnings this festive season.

Families Guided By Acharya Ji

Social Media
followers
0 M+
Saal ka Experience Vedic Shastra Mein
0 +
Average Rating Verified Devotees Se
0
Families Guided By Acharya Ji
0 +
Personalized Sankalp (Name • Gotra • Rashi)
0 %
Types of Pujas Har Zarurat Ke Liye
0 +

Is Diwali Mein Dhan, Samriddhi Aur Shubh Aarambh Ke Liye Karein Vishesh Pooja

Diwali is a time to welcome prosperity, express gratitude and pray for new beginnings. This year, seek the blessings of three revered deities through the Dhan Lakshmi Kuber Ganesh Mahapooja.

Maa Lakshmi is worshipped for prosperity and abundance, Lord Kuber for wealth and its responsible stewardship, and Bhagwan Ganesh for wisdom and auspicious beginnings.

Through dedicated mantra jaap and devotional worship, offer your prayers for financial stability, business progress, family well-being and a prosperous year ahead.

Teen Divya Shaktiyon Ka Aashirwad, Ek Vishesh Mahapooja

Ganpati Ji

Auspicious Beginnings - Worshipped for wisdom, discernment and blessings at the start of new endeavours.

Maa Lakshmi

Prosperity & Abundance - Worshipped for wealth, prosperity, abundance and harmony in the home.

Kuber

Wealth & Financial Well-Being - Worshipped as the deity associated with wealth, resources and abundance.

What Is Included in the Mahapooja?

Ek Pooja, Anek Shaktiyon Ka Aashirvaad.

108 Lakshmi Mantra Jaap

Dedicated mantra chanting seeking Maa Lakshmi's blessings for prosperity and abundance.

108 Kuber Mantra Jaap

Dedicated mantra chanting seeking Lord Kuber's blessings for wealth and financial well-being.

108 Ganesh Mantra Jaap

Dedicated mantra chanting seeking Bhagwan Ganesh's blessings for auspicious beginnings and wisdom.

Why Participate in the Dhan Lakshmi Kuber Ganesh Mahapooja?

Choose Your Package

Apni Zarurat Ke Hisaab Se Package Chunein

Group Puja
Booking

₹801

Group puja with other devotees

Most Popular

Premium Puja Booking

₹11,000

Advanced detailed puja rituals

Personalized Puja Booking

₹5,100

Dedicated puja in your name

Explore our exclusive devotional add-ons and personalise your ₹999 Pooja Package.

Pooja ke baad in Abhimantrit Products ko apne liye choose karein 

Abhimantrit Kalawa

Pooja ke baad dharan karne ke liye pavitra suraksha sutra

₹199

₹99

7 Mukhi Rudraksha Lakshmi Dhan

Samriddhi aur dhan ke sankalp ke liye

₹1100

₹599

Feng Shui Wealth Bowl

Dhan aur abundance ke pavitra sankalp ke liye

₹2,599

₹2,100

Online Pooja Se Kya Sach Mein Labh Milta Hai?

Bhakti kabhi doori nahi dekhti.
Chahe aap India mein ho… Ya duniya ke kisi aur kone mein...
Aapka sankalp Vedic vidhi ke saath Maa Baglamukhi ke charnon mein samarpit kiya jaata hai.
Toh is baar sirf Navratri Pooja Nahi. Aapka Personal Sankalp.
Pooja hoti hai Acharya Sakshi Sanjeev Thakur Ji ke direct guidance mein.

Booking ke baad aapko milta hai

Personalized Sankalp

Pooja Videos

Prasad

WhatsApp Updates

Is Pooja Mein Sirf Paath Nahi, Puri Vidhi Shamil Hai

Is Vishesh Navratri Anushthan mein parampara ke anusaar pooja ke saath multiple Vedic kriyaayein shamil hain:

Sankalp – Aapke Naam Se Pooja Ka Aarambh

Pooja ki shuruaat Sankalp se hoti hai, jahan Pandit Ji aapka naam, gotra, aur sankalp Maa Baglamukhi ke samaksh uchcharit karte hain. Isi ke saath pooja aapke liye vyaktigat roop se samarpit ki jaati hai.

Shri Ganesh & Maa Ambika Pujan – Har Rukawat Ka Nivaran

Sabse pehle Bhagwan Ganesh aur Maa Ambika ka aavahan kiya jaata hai, taaki pooja bina kisi vighn ke sampann ho aur poore anushthan mein shubh urja ka sanchar bana rahe.

Maa Baglamukhi Mool Pujan – Raksha Aur Vijay Ka Anushthan

Is mukhya vidhi mein Maa Baglamukhi ki pooja, mantra jaap aur vishesh arpan kiye jaate hain. Shastron ke anusaar, bhakt is pooja ke madhyam se shatru baadha se raksha, sahas, maanasik dridhata aur jeevan ki rukawaton ko door karne ki prarthana karte hain.

Grah Shanti Vidhi – Grahon Ki Shubh Urja Ka Aashirwad

Iske baad Vedic vidhi se Grah Shanti ki jaati hai, jismein ashubh grah prabhavon ko shaant karne aur jeevan mein santulan, shanti aur sakaratmak urja ki kamna ki jaati hai.

Baglamukhi Maha Havan – Pooja Ki Poorna Ahuti

Anushthan ka samapan pavitra Havan ke saath hota hai. Is dauran Vedic mantron ke saath havan mein aahuti di jaati hai aur Maa Baglamukhi se aapke sankalp ki siddhi, raksha aur aashirwad ki prarthana ki jaati hai.

Sandhi Kaal Anushthan

19 October ke Ashtami–Navami Sandhi Kaal ke vishesh samay par anushthan. Is saal ki Navratri ki sabse pawan aur shaktishali tithi.

Aapke Acharya

Acharya Sakshi
Sanjeev Thakur

Families Guided

Bas 4 Steps. Sankalp

Share Your Details

Provide your name and relevant sankalp details.

Choose Package & Make Payment

Select your preferred participation option and complete the booking.

Pooja Is Performed

The conducting pandit performs the confirmed rituals with your sankalp.

Receive Your Updates

Get the promised pooja photos, video and prasad, according to your package inclusions.

Hawan Ka Muhurat Kisi Ka Intezaar Nahi Karta

Sandhi Kaal: 10:27 AM – 11:15 AM

19 October ke Sandhi Kaal se pehle Sankalp lena zaroori hai.

Sirf 48 Minute. Sirf Ek Din.

Live countdown timer to 19 Oct 2026, 10:27 AM IST

testimonials

"Pichle kuch samay se career mein kaafi delays aa rahe the aur mann bhi bahut pareshan rehta tha. Pooja ke baad mujhe andar se kaafi shanti mehsoos hui aur cheezein dheere-dheere better hone lagi. Dhanyavaad Aditya Vedic Pooja."

Amit K. Delhi • Shani Sade Sati Pooja

"Pooja ki vidhi bahut achhe se sampann hui aur mujhe poori recording bhi mili. Sankalp mein mera naam liya gaya tha, jis wajah se poora anubhav bahut personal laga."

Neha S. Mumbai • Shani Sade Sati Pooja

"Kaafi samay se ghar mein bina wajah tanav aur rukawatein chal rahi thi. Pitru Dosh Nivaran Pooja karwane ke baad mann ko santushti mili aur parivaar mein bhi positivity mehsoos hui."

Rajesh V. Jaipuri • Pitru Dosh Nivaran Pooja

"Pandit ji ne poori prakriya bahut achhe se samjhayi. Pooja bahut shraddha aur vidhi ke saath ki gayi."

Sunita G. Lucknow • Pitru Dosh Nivaran Pooja

"Mere kaam baar-baar atak rahe the aur mann mein bahut confusion rehti thi. Pooja ke baad mujhe zyada clarity aur confidence mehsoos hua."

Pankaj M. Pune • Rahu Ketu Shanti Pooja

"Booking se lekar pooja completion tak poori team ne bahut support kiya. Bahut hi achha anubhav raha."

Priya A. Bengaluru • Rahu Ketu Shanti Pooja

"Maa Baglamukhi ki pooja mein shamil hokar mujhe bahut adhyatmik shakti aur vishwas ka anubhav hua. Pooja bahut achhe se sampann hui."

Karan T. Noida • Baglamukhi Pooja

"Pooja ke dauran har vidhi ko poori shraddha ke saath kiya gaya. Video aur updates milte rahe, jisse bharosa bana raha."

Ritu P. Ahmedabad • Baglamukhi Pooja

"Kaafi samay se kaam mein rukawatein aa rahi thi. Pooja ke baad mann ko shanti mili aur mujhe laga ki main zyada focus ke saath aage badh pa raha hoon."

Vivek R. Chandigarh • Shani Dosh Nivaran Pooja

Aditya Vedic Pooja ki team ne poori process ko bahut aasaan bana diya. Bahut hi achha aur santusht karne wala anubhav raha."

Meena D. Indore • Shani Dosh Nivaran Pooja

Frequently Asked Questions

Kya pooja ke liye meri physical presence zaroori hai?

Nahi. Pooja aapke naam aur sankalp ke saath vidhi-vidhan se karvai jaati hai. Aap ghar baithe bhi isme shamil ho sakte hain.

Booking ke baad aapka naam, gotra (agar pata ho) aur sankalp details li jaati hain, jise pandit ji pooja ke dauran sammilit karte hain.

Haan. Pooja sampann hone ke baad aapko WhatsApp par pooja ki photos/videos share ki jaayengi.

Haan. PAN India prasad aapke diye gaye address par pooja ke baad bheja jaayega.

Koi baat nahi. Gotra na pata hone par bhi pooja poori shraddha aur vidhi ke saath karvai ja sakti hai.